Ye wasl kia ke khuda toor hi jala dy yaar
Maza to jab hai khuda arsh pr jaga dy yaar
Men roz khuwaab men oonchi jaga se girta hun
Too mujhko chorrne wala hai to bata dy yaar
Wo mera ho nahin sakta to a musawwr sun
Wo mera ho nahin sakta to a musawwr sun
Hamari saath men tasweer hi bana dy yaar.



0 Comments