Is faqir ki baat yaad rakhna
Zindagi ka agar lutf uthaana hai na
To mot khelo
Sukh me hasty ho to dukh me qehqahy
Lagao
Zindagi ka andaaz badal jayega
Zinda hain wo log jo mot se takraaty hain
Murdon se baddtar hain wo log jo mot se
Ghabraaty hain
Sukh ko thokar maar dukh ko apna
Sukh to bewafa hai chand dinon k liye aata hai or chala jaata hai
Dukh to apna saathi hai
Jo hamesha saath rehta hai



0 Comments